Thursday, October 24, 2013




Mujko  to sirf aapka farmaan chahiyey
Maujood jaan bhi hai agar jaan chahiyey 
Do phool hi chada dein, woh aa kar mazaar par, 
Kuch to shaeed-e-ishq ki pehchaan chahiyey 
Kuch bhi raha na dil mein, teri yaad kay siva, 
Is ghar kay vaastay, yahi mehmaan chahiyey  
Hoorain mili ba-e-ishq mein mujko to kya mila, 
Insaan kay liyey koi insaan chahiyey 
Mujko bhura, rakeeb ko acha samajh liya, 
Achay bhuray ki kuch unhay pehchaan chahiyey



free web counter

Saturday, July 24, 2010

Khuli aankho ka nazara ajeeb tha,
Jinke liye hum roz karte the duaa,
Woh kisi aur ka naseeb tha,
Zara dekhiye toh hamari badnaseebi,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha

Tuesday, December 29, 2009

maana ki bhul jaana aapki fithrath hei
magar hume bhulana aapki kismath mei nahi
agar yakein na ho the tho aazmake dhekh lo
khud ko bhuljaonge magar hume nahi

intezar ke pal bitana mushkil hai
beethe hue lamhe wapas lana mushkil hai
jo ek bar bas jaathe hai dil mei dhadkan banke
use dilse bhulana mushkil hai

Tuesday, October 27, 2009

Bawra mann dekhne chala ek sapna
Bawre se man ki dekho bawri hai baten

Bawri dhadkane hain bawri hain sanse
Bawri si karwaton se nindiya door bhage

Bawre se nai’n chahen
bawre jharokhon se bawre nazaron ko takna

Bawre se is jahan main bawra ek saath ho
Is sayani bheed mai bas hathon mai tera haath ho

Bawri si dhun ho koi, Bawra ek raag ho
Bawre se pair chahe bawre tarano ke bawre se bol pe thirakna

Bawra sa ho andhera, bawri khamoshiyan
Thar-tharati la’u ho maddham, bawri madhoshiyan

Bawra ek ghoonghat chahe,
Haule-haule bin bataye bawre se much pe sarakna...

न जाने ये किसकी डायेरी है, न नाम है न पता है कोई
हर एक करवट मे याद करता हूँ तुमको , लेकिन
करवटें लेते ये रात दिन यूँ मसल रहे हैं मेरे बदन को,
के तुम्हारे यादों को नील पड़ गए हैं
कभी कभी रात की स्याही चेहरे पे कुछ ऐसी जम सी जाती है
लाख रगडून, सेहर के पानी से लाख धोयुँ मगर ये कालिख नही उतरती
मिलोगी जब तुम, पता चलेगा मैं और भी काला हो गया हूँ
मैं धुप मे जल के इतना कला नही हुआ था जितना इस रात मे सुलग के स्याह हुआ हूँ
तुम्हे भी तो याद होगी वो रात सर्दियों की जब
औंधी कश्ती के नीचे हमने अपने बदन के चूल्हे जला के तापे थे...दिन किया था

ये पत्थरों का बिछौने हरगिज़ न सख्त लगता
जो तुम भी होती , तुम्हे ही ओढ़ता, तुम्हें बिछाता भी ...

Ek butt’ ki main ibadat karta tha
Uske subha-o-sham sajde karta tha
Khamosh wo meri duayen sunta tha
Har sha’e main apni bikherta tha
Pahron main usse baten karta tha
Junoon mai jaane kaisi, main jeeta tha
Aankhen kabhi kholta, to kabhi meechta tha
Jagte-Jagte Khwabon ka tasavvur karta tha
Dil ki main usse har baat karta tha
Zindagi ek haseen, ek murad mangta tha
Wo, meri baat sunta, Main madhoshi mai sab kehta tha
Geet mere lab pe hote, aawaz mujhe wo deta tha
Khil-khila ke kabhi uske samne main hansta tha
KBHI, main jee bhar uske saamne Rota tha

Ek Butt’ se main muhabbat karta tha



Ek Din, Main khamosh, uske samne baitha tha
Lab hile the uske, Haule se usne Kuch kaha tha
Aur Fir...

Ek Butt’ ki main ibadat karta tha...

Kahaa tha chalenge saath hum...
Fir bhi main aaj tanha si hun...
Kitne kadam akele chale hain in raaho pe....
Kitne ab bhi baki hain....

Jab chubhan si hoti hai seene me,
Tanhayi paakar apne liye...
Tees si uth'ti hai dil me...
Sab kuch tuta hua sa lagta hai....

Haan kai khwab dekhe the maine
Aur kai saari baato ko dil se lagaye baithi thi....
Pratibimb tha sirf aur kuch nahi
Aaj aaina nahi to kahan dekhu us ko....

Kai aur khwab sajane ki himmat nahi
Na hi hai himmat aaj aage badhne ki..
Yahi hun main aur yahi reh jaungi...
Ki tuta hai dil...aur aawaaz nahi sunai di hai kisi ko....

Rone ki bhi kshamta nahi hai mujhme
Ki aansu bhi saare sukh gaye hain ab...
Bas ek tuta hua dil hai zindagi ko sambhale
Aur kai tute dhaage, is banjar dil ko sambhale...

Friday, August 07, 2009

Wo Dil He Kyaa Tere Milni Ki Jo Duaa Nakare
Main Tujh Kho Bhol Ke Zinda Rahon Khoda Nakare
Ye Theek Hain Nahee Marta Khoi Jodaye Main
Khoda Kisi Ko Kisi Se Magar Joda Nakaree

Friday, May 01, 2009

TERI CHOKHAT SE SAR UTAWON TO BEWAFA KEHNA
AGAR TERE SIVA KISI AUR KO CHAHOON TO BEWAFA KEHNA
AGAR YAQEN NA AYE TO KHANJAR UTHA LENA
ME SHOQ SE NA MARJAON TO BEWAFA KEHNA

JUDAI NA PAYE KOI MULAQAT K BAD,
NA PARE KISI KO KISI KI ADAT ITNI,
K HAR SANS B AYE TO USKI YAD K BAD

ANSOO TERE NIKLE PAR ANKHEIN MERI HON
DIL TERA DUKHE PER DHARKANE MERI HO 
KHUDA KARE TERI MERI DOSTI AISI HO 
KE SAANS TERI RUKE PER MOUT MERI HON

Friday, April 24, 2009

zindagi ke pyar me zindagi bhula di ye

zinhe zindagi samjhe wo zindagi ujaad gaye

zi lete nafraton ke sahare nafraten bhi na mili

Bewafa ashq ye ashq bhi bache nahi

 

jeena toh sirf ek bahana hai

maksad toh kuch aur hi kar jana hai

kar jaun kuch aisa ki

dekhta rahe zamana sara

ki mujh jaisa bhi koi deewana hai

dosti karo to dhoka mat dena,

dosto ko asuo ka tohfa mat dena,

dil se roye koi tumhe yaad karke,

aisa kisiko mauka mat dena .......

Lehron me dubatay rahey kinara na mila,

Tujhse bichad k fir koi duja na mila,

kuch log thodi der k liye achey lagy,

magar hum jiske ho sakey koi waisa na mila

Zindagi ek paheli se lagti hai,

Har lamha ek saheli si lagti hai,

isme kabhi aansu to kabhi gam hai,

jise soch kar aaj meri aankhe nam hai.

Chand utra tha hamare aangan mein,

yeh sitaro ko gawara na hua,

hum bhi sitaron se kya gila karein,

jab chand hi hamara na hua

Bahut khusnuma kal ki raat guzri, kuch tanha par kuch khaas guzri, na neend aayi na khwaab koi, bas aapke hi khayalon ke saath guzri

Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu dard ka ehsaas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

Dooriyan bahut hain par itna samajh lo, paas rehkar bhi koi rishta khaas nahi hota. Tum dil ke itne paas ho ki dooriyon ka ehsaas nahi hota

Phir na simtegi agar dosti bikhar jayegi, zindagi zulf nahi jo phir se sanwar jayegi, jo khushi de tumhe thaam lo uska daaman, zindagi roke nahi hasske guzar jayegi

Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya 

Chot khate hain aur muskurate hain, is dil ko sabar karna sikhate hain. Hum to gham lekar bhi yaad rakhte hai, aur ek woh hain jo gham dekar bhi bhool jate hain .

Dil tootega to fariyaad karoge tum bhi,

hum na rahe to humein yaad karoge tum bhi.

Aaj kehte ho hamare paas waqt nahi, par ek din mere liye waaqt barbaad karoge tum bhi